Dil Diyan Gallaan

Dil Diyan Gallaan


Latest Episodes

"Usko karke salaam rang khule" ghazal written by Aslam Rashid n narrated by Lalit Kumar
March 05, 2023

Rangoon k Tyohaar Holi par likhi hui is ghazal mei shayar Aslam Rashid sahab ne Holi k har rang ko bikherne ki koshish ki hai.

Suryakant Tripathi Nirala ki rachna
February 21, 2023

Mahakavi Suryakant Tripathi Nirala jinhe chhayavadi kavita k pramukh stambhoin mei ek mana jata hai, k dwara rachit kavita "Var de Vinavaadini Var de" Narration by Lalit Kumar Sharma

Umr ki Aisi Ki Taisi - Shri Atal Bihari Bajpai dwara likhi Kavita. Narration - Lalit Kumar
June 03, 2021

Zindagi mei hume har umr k daur se guzarna hi hai to kyoin na ye zindagi Hans kar batai jaye. Umr k har daur Ko jeene ka hunar hamme hona chahiye. Yeah zindagi Ek baar mili hai Is zindagi ka maza lo.

Muskurahat - Zindagi jeene ka jazba. Positive thoughts. Inspirational talks
April 27, 2021

Corona Mahamari k is daur mei jab sab taraf Afra taftri ka mahaul hai aur har roz ha, around log apni zindagi ki jang haar rahe hain, aise mei hum sabhi ka farz hai ki hum kuch positivity apni hansi aur muskurahat se in sabhi ko dein jo unhe jeene ka hau

Holi par geet/Holi par Kavita/Holi par Badhai / Shubhkamnayein /Happy Holi/ Samajh lena k holi hai
March 29, 2021

Kavi Neeraj Goswami dwara rachit ye Holi k andar par likha geet hai. Ise ghazal k roop mei likha gaya hai. Is kavita ka title hsi "Samajh lena k Holi hai" Bahut hi sundar dhang se kavi ne apne bhaav vyakt kiye hain. Holi ka tyohar prem sur khushi

Mahila Divas par Shubhkamnayein/Sandesh/Wishes. International Women's Day wishes/message
March 07, 2021

Mahila divas par Vishwa ki sabhi mahilaoin ko samarpit meri swarachit kavita. Mahila /Naari Apne sabhi roopoin mei hum sabhi k liye zindagi bhar karti hai.

Jo beet gayi so baat gayi. Harivansh Rai Bachan ji ki kavita
March 02, 2021

Amitabh Bachan ji k pita aur Hindi Sahitya k behad jaane maane Kavi aur Rachnakaar Harivansh Rai Bachan ji dwara likhi kavita "Jo beet gayi so baat gayi " ko aap sabke liye aaj pesh kar raha hun. Umeed hai pasand aayegi.

Waqt sab kuch badal deta hai. Aur waqt hamesha ek sa nahi rehta. Aur use hame hi badalna hai
February 05, 2021

Waqt kabhi ek jagah thaharta nahi hai, iski bhi aadat kuch aadmi si hai. Waqt Lagataar chalta hi rehta hai. Aaj bura waqt hai to kal achha bhi hoga. Hume apni aur se koshish karte rehna padta hai.

Bachpan ki yaadoin aur Dostoin k naam
February 03, 2021

Kuch purani bachpan ki yaadoin aur apne dostoin ko yaad karte hue wo sab yaad aane lagta hai. Aur dil yehi kehta hai ki bade din ho gaye us bachpan aur dostoin k saath ko fir se jeeye. Dil yehi chahta hai ki fir se lautkar wo saare

Happy Teacher's Day
September 05, 2020

Listen to your Heart voice