Mr. X : Crime Ki Asli Kahaniyan

Mr. X : Crime Ki Asli Kahaniyan


Episode 14 : Mazaak

November 07, 2023

Mazaak-mazaak mein kayi baar insaan kuch hadein paar kar jaata hai. Aur jab woh mazaak paani ki tarah sar ke upar chala jaaye toh usi mein kab doob jaata hai, pata bhi nahi chalta.. Reh jaata hai toh bas afsos! Jurm aur afsoos ki yeh kahani, suniye Mr. X